आप की आँखों में कुछ Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi – Kishore, Lata
Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in English
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein
Kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan
Bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Bevaja taarif karna aap
Ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke
Yeh naye andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
O aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap Ki Ankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi – Gulzar
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते है कहीं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते है कहीं
आप की आँखों में क्या साहिल भी मिलते हैं कहीं
आप की खामोशियाँ भी आप की आवाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
बेवजह तारीफ़ करना आप की आदत तो नहीं
आप की बदमाशियों के ये नए अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
ओह हो आप से भी खूबसुरत आपके अंदाज़ हैं
आप की आँखों में कुछ महके हुए से राज़ हैं
SHARE ON