इश्क का असर Ishq Ka Asar Lyrics in Hindi – Stebin Ben

Ishq Ka Asar Lyrics in English

Kitni bhi Raatein ghani ho
Kitne bhi Raste ho banjar
Darmiyaan Ghar aa bhi jaye
Saaton ke saaton samandar

Dekhne ko tujhe bas
Ek nazar ek nazar
Kar mein jaunga tay ab
Har safar har safar

Ishq ka, ishq ka hai asar
Dil mera ho chala befikar
Ishq ka, ishq ka hai asar
Dil mera ho chala befikar

Baarish hawa bhi Tujhko chuye
Dil mera betahasha jalta hai
Hadd kar rahi hai Ye aashiqui
Aashiqui pe zor na chalta hai

Khud se door main hua
Benoor bhi hua
Dil ne chhoda nahi par sabar
Ishq ka, ishq ka hai asar

Dil mera ho chala befikar
Ishq ka, ishq ka hai asar
Dil mera ho chala befikar

Ishq Ka Asar Lyrics in Hindi – Vishu Srivastava

कितनी भी रातें घनी हो
कितने भी रास्ते हो बंजर
दरमियाँ घर आ भी जाये
सातों के सातों समंदर

देखने को तुझे बस
एक नज़र एक नज़र
कर मैं जाउंगा तय अब
हर सफर हर सफर

इश्क का, इश्क का है असर
दिल मेरा हो चला बेफिकर
इश्क का, इश्क का है असर
दिल मेरा हो चला बेफिकर

बारिश हवा भी तुझको चुए
दिल मेरा बेताहाशा जलता है
हद कर रही है ये आशिकी
आशिकी पे ज़ोर ना चलता है

ख़ुद से दूर मैं हुआ
बे नूर भी हुआ
दिल ने छोड़ा नहीं पर सबर
इश्क का, इश्क का है असर

इश्क का, इश्क का है असर
दिल मेरा हो चला बेफिकर
इश्क का, इश्क का है असर
दिल मेरा हो चला बेफिकर

SHARE ON