क़रार Qaraar Lyrics in Hindi – Sukoon (Shreya Ghoshal)

Qaraar Lyrics in English

Humm.. aa..

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Wahi yaani waada nibaah ka
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh naye gile woh shiqayatein
Woh naye gile woh shiqayatein
Woh maze-maze ki hiqayatein

Woh har ek baat pe roothna
Woh har ek baat pe roothna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Koi baat aisi agar hui
Jo tumhare jee ko buri lagi
Koi baat aisi agar hui
Jo tumhare jee ko buri lagi

Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Toh bayaan se pehle hi bhoolna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Jise aap ginte the aashna
Jise aap kehte the Ba-wafa
Main wahi hoon Momin-e-mubtala
Main wahi hoon Momin-e-mubtala
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad ho

Humm.. aa..

Qaraar Lyrics in Hindi – Momin Khan Momin

हमम्म.. आ..
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वही यानी वादा निबाह का
तुम्हें याद हो कि न याद हो
वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो नए गिले वो शिक़ायतें
वो नए गिले वो शिक़ायतें
वो मज़े-मज़े की हिक़ायतें

वो हर एक बात पे रूठना
वो हर एक बात पे रूठना
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में, तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

कोई बात ऐसी अगर हुई
जो तुम्हारे जी को बुरी लगी
कोई बात ऐसी अगर हुई
जो तुम्हारे जी को बुरी लगी

तो बयाँ से पहले ही भूलना
तो बयाँ से पहले ही भूलना
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

जिसे आप गिनते थे आश्ना
जिसे आप कहते थे बा-वफ़ा
मैं वही हूँ मोमिन-ए-मुब्तला
मैं वही हूँ मोमिन-ए-मुब्तला
तुम्हें याद हो कि न याद हो

वो जो हम में तुम में क़रार था
तुम्हें याद हो कि न याद हो

हम्म.. आ..

SHARE ON