नीला आसमान सो गया Neela Aasman So Gaya (Female) Lyrics in Hindi – Silsila

Neela Aasman So Gaya (Female) Lyrics in English

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

Neela aasman so gaya ho
Neela aasman so gaya

Aansuon mein chand dooba
Raat murjhayi
Aansuon mein chand dooba
Raat murjhayi

Zindagi mein door tak
Faili hai tanhayi
Jo guzre hum pe wo kam hai
Tumhare gum ka mausam hai

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

O yaad ki waadi mein goonje
Beete afsaane
yaad ki waadi mein goonje
Beete afsaane

Humsafar jo kal the
Ab thehre wo begaane
Mohabbat aaj pyaasi hai
Badi gehri udaasi hai

Neela aasman so gaya ho
Neela aasman so gaya

Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya
Neela aasman so gaya

Neela Aasman So Gaya (Female) Lyrics in Hindi- Javed Akhtar

नीला आसमां सो गया
नीला आसमां सो गया

नीला आसमां सो गया हो
नीला आसमां सो गया

आंसुओं में चाँद डूबा
रात मुर्झायी
आंसुओं में चाँद डूबा
रात मुर्झायी

ज़िन्दगी में दूर तक
फैली है तन्हाई
जो गुज़रे हम पे वो कम है
तुम्हारे ग़म का मौसम है

नीला आसमां सो गया
नीला आसमां सो गया

ओ याद की वादी में गूंजे
बीते अफसाने
याद की वादी में गूंजे
बीते अफसाने

हमसफ़र जो कल थे
अब ठेहरे वो बेगाने
मोहब्बत आज प्यासी है
बड़ी गहरी उदासी है

नीला आसमां सो गया हो
नीला आसमां सो गया

नीला आसमां सो गया
नीला आसमां सो गया
नीला आसमां सो गया

SHARE ON