पहला पहला प्यार Pehla Pehla Pyar Hindi Lyrics – Jaal: The Trap (Kumar Sanu)
Pehla Pehla Pyar Lyrics in English Font
He he..
pehla pehla pyar ho gaya
pehli pehli baar ho gaya haan
pehla pehla pyar ho gaya
pehli pehli baar ho gaya
yeh kya mujhko yaar ho gaya
pehli nazar mein ban gaya
(main tera deewana, main tera deewana
main tera deewana, main tera deewana)
pehla pehla pyar ho gaya
pehli pehli baar ho gaya
yeh kya mujhko yaar ho gaya
pehali nazar mein ban gaya
(main tera deewana, main tera deewana
main tera deewana, main tera deewana)
haan..
ho dil ko pata tha na mujhko khabar thi
kitani hasin meri sham-o-shahar thi..
o dil ko pata tha na mujhko khabar thi
kitani hasin meri sham-o-shahar thi
haal kabhi na tha mera aesa
tune jagaya dard yah hai kaisa
oye oye..
jo tera didar ho gaya
teer jigar ke paar ho gaya
yeh kya mujhko yaar ho gaya
pehali nazar mein ban gaya
(main tera deewana, main tera deewana
main tera deewana, main tera deewana)
o yeh bechaini jaan gaya main
iss pe toh qurban gaya main..
o yeh bechaini jaan gaya main
iss pe toh qurban gaya main
iss chahat ka apna maza sa hai
oye oye..
bin bole ikraar ho gaya
bin bole izhaar ho gaya
yah kya mujhko yaar ho gaya
pehali nazar mein ban gaya
main tera deewana, main tera deewana
(main tera deewana, main tera deewana
he he.. o o..) x 5
haan..
Lagdi Hai Thaai Hindi Lyrics
SHARE ON