सरफिरी Sarphiri Lyrics in Hindi – LAILA MAJNU

Sarphiri Lyrics (English)

Sarphiri Lyrics (English)

Sarphiri si baat hai teri
aayegi naa yeh samajh meri
hai ye phir bhi darr mujhko
main keh doon haan tujhko

sarphiri si baat hai teri
aayegi na yeh samajh meri

bhooli main beeti
aise hoon jeeti
aankhon se main teri
khwaabon ko peeti huyi

sarphiri si baat hai meri
aayegi na yeh samajh teri

chalo baaton mein baatein gholein
aao thoda sa khudko kholein
jo na thhe hum jo honge nahi
aaja dono wo ho lein

teri baatein sochti hoon main
teri sochein odhti hoon main
mujhe khud mein uljha kar
kiya ghar mein hi beghar

sarphiri si baat hai meri
sarphiri si baat hai teri

Sarphiri Lyrics in Hindi

सरफिरी सी बात है तेरी
आएगी ना ये समझ मेरी
है ये फिर डर मुझको
मैं कह दूँ हाँ तुझको

सरफिरी सी बात है तेरी
आएगी ना ये समझ मेरी

भूली मैं बीती
ऐसे हूँ जीती
आँखों से मैं तेरी
ख़्वाबों को पीती हुई

सरफिरी सी बात है मेरी
आएगी ना ये समझ तेरी

चलो बातों में बातें घोलें
आओ थोड़ा सा खुदको खोलें
जो ना थे हम जो होंगे नहीं
आजा दोनो वो हो लें

तेरी बातें सोचती हूँ मैं
तेरी सोचें ओढ़ती हूँ मैं
मुझे ख़ुद में उलझा कर
किया घर में ही बेघर

सरफिरी सी बात है मेरी
सरफिरी सी बात है तेरी

SHARE ON