आओगे जब तुम Aaoge Jab Tum Hindi Lyrics | Jab We Met

Aaoge Jab Tum Lyrics in English

Aa aa aa..

Aaoge jab tum o saajana
Angana phool khilenge
Barsega saawan
Barsega saawan jhoom jhoom ke
Do dil aise milenge

Aaoge jab tum o saajana
Angana phool khilenge

Naina tere kajrare hai
Naino pe hum dil haare hai
Anjaane hi tere naino ne
Waade kiye kayi saare hai

Saanson ki lai
Madham chalein
Tose Kahe
Barasega saawan Barasega saawan
Jhoom jhoomke ke do dil aise milenge

Aaoge jab tum ho saajana
Angana phool khilenge

Chanda ko taku raaton mein
Hai zindagi tere haathon mein
Palkon pe jhil mil taarein hain
Aana bhari barsaaton mein

Sapnon ka jahaan
Hoga kela kela
Barasega saawan
Barasega saawan jhoom jhoom ke
Do dil aise milenge

Angana phool khilenge
Angana phool khilenge

Aaoge Jab Tum Lyrics in Hindi

आ आ आ..

आओगे जब तुम ओ साजना
आओगे जब तुम ओ साजना
अंगना फूल खिलेंगे
बरसेगा सावन
बरसेगा सावन झूम झूमके
दो दिल ऐसे मिलेंगे

आओगे जब तुम ओ साजना
अंगना फूल खिलेंगे

नैना तेरे कजरारे हैं
नैनों पे हम दिल हारे हैं
अनजाने ही तेरे नैनों ने
वादे किए कई सारे हैं
साँसों की ले मद्धम चलें, तोसे कहे
बरसेगा सावन…
बरसेगा सावन झूम झूमके
दो दिल ऐसे मिलेंगे

चंदा को ताकूँ रातों में
है ज़िन्दगी तेरे हाथों में
पलकों पे झिलमिल तारें हैं
आना भरी बरसातों में
सपनों का जहाँ
होगा खिला खिला
बरसेगा सावन..
बरसेगा सावन झूम झूमके
दो दिल ऐसे मिलेंगे

अंगना फूल खिलेंगे
अंगना फूल खिलेंगे

पा नि सा रे पा मा…
अंगना फूल खिलेंगे

SHARE ON