उड़ चला Udd Chala lyrics in Hindi – Toolsidas Junior (Sachet Tandon)
Udd Chala Lyrics in English
Udd chala baadal naya
Aandhiyon ke darmiyan
Aasmaan mutthi mein le
Aur jahaan kadmon tale
Saare ke saare sajda karein
Behti hawayein ruk ke kahein
Jugnu ne suraj bujha diya
Udd chala baadal naya
Aandhiyon ke darmiyan
Aasmaan mutthi mein le
Aur jahaan kadmon tale
Woh zid pe tha adaa re
Isliye uda re
Use aandhiyan toofan
Koyi bhi rok na paaya
Woh khud se tha juda re
Datt ke tha khada re
Soch na paaya koyi
Woh karke dikhlaya
Le hausla woh chal pada
Tinka samandar se lada
Udd chala baadal naya
Aandhiyon ke darmiyan
Aasmaan mutthi mein le
Aur jahaan kadmon tale
Udd chala baadal naya
Aandhiyon ke darmiyan
Udd Chala Lyrics in Hindi
उड़द चला बादल नया
आंधियों के दरमियां
आसमान मुट्ठी में ले
और जहान कदमों तले
सारे के सारे सजदा करें
बहती हवाएं रुक के कहें
जुगनू ने सूरज बुझा दिया
उड़ चला बादल नया
आंधियों के दरमियां
आसमान मुट्ठी में ले
और जहान कदमों तले
वो ज़िद पे था अड़ा रे
इसलिए उड़ा रे
उसे आंधियां तूफान
कोई भी रोक ना पाया
वो खुद से था जुड़ा रे
डट के था खड़ा रे
सोच ना पाया कोई
वो करके दिखलाया
ले हौसला वो चल पड़ा
तिनका समंदर से लड़
उड़ चला बादल नया
आंधियों के दरमियां
आसमान मुट्ठी में ले
और जहान कदमों तले
उड़ चला बादल नया
आंधियों के दरमियां
SHARE ON