एक अजनबी हसीना से Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics in Hindi – Ajnabee

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics in English

Hmm hmm hmm hmm
Haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Ek ajnabee haseena se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua
Ye naa puchho
Kuchh aisi baat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Wo achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya ghata se chaand

Wo achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya ghata se chaand

Chehre pe jhulfein bhikri hui thi
Din mein raat ho gayi
Ek ajnabee haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal teri adaaon par

Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal teri adaaon par

Maine yeh kaha to
Muhjse khafa wo jaanehayat ho gayi

Ek ajnabee haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Khubsoorat baat ye
Chaar pal ka saath ye
Saari umar mujhko rahega yaad

Khubsoorat baat ye
Chaar pal ka saath ye
Saari umar mujhko rahega yaad

Main akela tha magar
Ban gayi wo hamsafar
Wo mere saath ho gayi

Ek ajnabee haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics in Hindi – Anand Bakshi

हम्म हम्म हम्म हम्म
हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई

एक अजनबी हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई
फिर क्या हुआ
ये ना पूछो
कुछ ऐसी बात हो गई
एक अजनबी हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई

वो अचानक आ गई
यूं नजर के सामने
जैसा निकल आया घटा से चाँद

वो अचानक आ गई
यूं नजर के सामने
जैसा निकल आया घटा से चाँद

चेहरे पर जुल्फ़ें भिखरी हुई थी
दिन में रात हो गई
एक अजनबी हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई

जानेमन जानेजिगर
होता मैं शायर अगर
कहता ग़ज़ल तेरी अदाओं पर

जानेमन जानेजिगर
होता मैं शायर अगर
कहता ग़ज़ल तेरी अदाओं पर

मैने ये कहा तो
मुझसे ख़फ़ा वो जानेहयात हो गई

एक अजनबी हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई

ख़ूबसूरत बात ये
चार पल का साथ ये
सारी उमर मुझको रहेगा याद

ख़ूबसूरत बात ये
चार पल का साथ ये
सारी उमर मुझको रहेगा याद

मैं अकेला था मगर
बन गई वो हमसफ़र
वो मेरे साथ हो गई

एक अजनबी हसीना से
यूं मुलाक़ात हो गई

SHARE ON