खो दिया Kho Diya Hindi Lyrics – Bhoomi

Kho Diya Lyrics (English Font)

O..

kho diya hai maine khudko
jabse humko hai paaya

kho diya hai maine khudko
jabse humko hai paaya
rootha hai rabb, chhoota mazhab
chhoota hai yeh jag saara

kho diya hai maine khudko
jabse humko hai paya
kho diya hai maine khudko
jabse humko paya…

hmm.. hmm..

mere pyaar ko na samajhiye galat
aa.. aa..
mere pyaar ko na samajhiye galat
inn nigahon ka teri hi toh qaayal hoon main
umr.. bhar main tujhe..
umr bhar main tujhe dekhta hi rahoon
iss khata ki har saza manzoor hai

kho diya hai maine khudko
jabse humko hai paaya
rootha hai rabb, chhoota mazhab
chhoota hai yeh jag saara..

aa..

tu dariya toh main ishq hoon
kuch der mujhsa ban ke toh dekh
kaun kitna gehra hai
mujhme zara… zara doob ke tu dekh

aa..

kho diya hai..

Kho Diya Hindi Lyrics

 

SHARE ON