जब सैयां Jab Saiyaan Lyrics in Hindi – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyaan Lyrics in English

Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chaand mere naam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte huye iljaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko

Deewar-O-Dar chaukhat waukhat
Ban gaye hai sab saheli
Ye kuch puchhe, wo kuch puchhe
Kitne jawaab doon main akeli

Hazaaron kaam mil gaye hai
Yun baithe bithaaye iss nakaam ko

Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko

Khud ko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke Ishq ke noor ke aage
Samma nahi jalti

Khud ko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke Ishq ke noor ke aage
Samma nahi jalti

Laakhon naaz lag gaye hai
Phir guroor ki iss badnaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte huye iljaam ko

Jab Saiyaan Lyrics in Hindi

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

सर पे रखके नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को

खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती

लाखों नाज़ लग गये हैं
फिर गुरूर के इस बदनाम को

जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को

SHARE ON