दिल जिससे जिंदा है Dil Jisse Zinda Hain Lyrics in Hindi – Jubin Nautiyal

Dil Jisse Zinda Hain Lyrics in English

Saaki bina pila sake
Aisa nasha ho tum
Bheja tumhe khuda ne ya
Khud hi khuda ho tum

Saaki bina pila sake
Aisa nasha ho tum
Bheja tumhe khuda ne ya
Khud hi khuda ho tum

Mere khaali se aasmaan ka
Mere khaali se aasmaan ka
Tu ek parinda hai
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Mere khaali se aasmaan ka
Mere khaali se aasmaan ka
Tu ek parinda hai
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Julfon ke kaale jaal ye
Jannat se ho gaye
Apni bhi na khabar koi
Itne hai kho gaye

Julfon ke kaale jaal ye
Jannat se ho gaye
Apni bhi na khabar koi
Itne hai kho gaye

Saare jahan ke rang jo
Gulaabi ho gaye
Naino se tere peeke hum
Sharabi ho gaye

Mere soone se is jahan ka
Mere khaali se aasmaan ka
Tu ek parinda hai
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Mere khaali se aasmaan ka
Mere khaali se aasmaan ka
Tu ek parinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Dil jisse zinda hai
Wo tum ho
Dil jisse zinda hai

Dil Jisse Zinda Hain Lyrics in Hindi

साकी बिना पिला सके
ऐसा नशा हो तुम
भेजा तुम्हें खुदा ने या
खुद ही खुदा हो तुम

साकी बिना पिला सके
ऐसा नशा हो तुम
भेजा तुम्हें खुदा ने या
खुद ही खुदा हो तुम

मेरे खाली से आसमां का
मेरे खाली से आसमां का
तू एक परिंदा है
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

मेरे खाली से आसमां का
मेरे खाली से आसमां का
तू एक परिंदा है
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

जुल्फों के काले जाल ये
जन्नत से हो गये
अपनी भी ना खबर कोई
इतने है खो गये

जुल्फों के काले जाल ये
जन्नत से हो गये
अपनी भी ना खबर कोई
इतने है खो गये

सारे जहां के रंग जो
गुलाबी हो गये
नैनो से तेरे पीके हम
शराबी हो गये

मेरे सूने से जहां का है
मेरे खाली से आसमां का
तू एक परिंदा है
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

मेरे खाली से आसमां का
मेरे खाली से आसमां का
तू एक परिंदा है

दिल जिससे जिंदा है
वो तुम हो
दिल जिससे जिंदा है

दिल जिस जिन्दा है
वो तुम हो
दिल जिसे जिंदा है

SHARE ON