बरेली के बाजार में Bareilly Ke Bazaar Lyrics in Hindi – Chatrapathi

Bareilly Ke Bazaar Lyrics in English

Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi nahi

Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein

Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein

Yeh gali hai sangni log bathere
Uspe aashiq saare tere
Jaan ke phir tu gayi hi kyun
Bareilly ke bazaar mein

Kal toone bola tha mujhko
Aaj milega shaam re
Milne se pehle hote hain
Mujhko kitne kaam re

Kajal bindiya payal jhumke
Husn ke sab hathiyar ve
Teri hi khatir lene the
Kul solah sringar ve

Tu mere na kar bahane
Hain tere sau sau deewane
Jabse gayi hai aag lagi
Bareilly ke bazaar mein

Char dinon ka pyaar nahi
Na char kadam ki doori
Saiyan baiyan chhod ke pehle
Shartein sun poori

Haan saat samandar saat aasmaan
Saat janam ke phere
Paar karoge hath pakad ke
Sath sath tum mere

Kisne dekha kal deewani
Tu badha na yeh kahaani
Yahin shuru kar khatam yahin
Bareilly ke bazaar mein

Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein

Mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein

Bareilly Ke Bazaar Lyrics in Hindi – Mayur Puri

नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं

अरे रे रे मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में

यह गली है संगनी लोग बठेरे
उसपे आशिक सारे तेरे
जान के फिर तू गयी ही क्यूं
बरेली के बाजार में

कल तूने बोला था मुझको
आज मिलेगा शाम रे
मिलने से पहले होते हैं
मुझको कितने काम रे

काजल बिंदिया पायल झुमके
हुस्न के सब हथियार वे
तेरी ही खातिर लेने थे
कुल सोलह सृंगार वे

तू मेरे ना कर बहाने
हैं तेरे सौ सौ दीवाने
जबसे गई है आग लगी
बरेली के बाजार में

चार दिनों का प्यार नहीं
ना चार कदम की दूरी
सइयां बैयां छोड़ के पहले
शर्तें सुन पूरी

हाँ सात समंदर सात आसमान
सात जनम के फेरे
पार करोगे हाथ पकड़ के
साथ साथ तुम मेरे

किसने देखा कल दीवानी
तू बढ़ा ना ये कहानी
यहीं शुरू कर ख़तम यहीं
बरेली के बाजार में

अरे रे रे मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में

मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में

SHARE ON