मेरा नसीब हो तुम Mera Naseeb Ho Tum Lyrics in Hindi – Stebin Ben
Mera Naseeb Ho Tum Lyrics in English
Ek dooje ke liye bane hum
Roohani hai pyaar
Haan ek dooje ke liye bane hum
Roohani hai pyaar
Dil ke kareeb ho tum
Mera naseeb ho tum
Dil ke kareeb ho tum
Haan mera naseeb ho tum
In haathon ki har rekha mein
Tum rehte ho yaar
Dil ke kareeb ho tum
Mera naseeb ho tum
Dil ke kareeb ho tum
Haan mera naseeb ho tum
Chahte hain kitna tumko keh nahi sakte
Hoke juda tumse reh nahi sakte
Ho chahte hain kitna tumko keh nahi sakte
Hoke juda tumse reh nahi sakte
Tum andheron mein
Tum ho ujaalo mein
Tumko basaya maine
Khwaabon khayalon mein
Ab to mera tum bin ek pal
Jeena hain dushwar
Dil ke kareeb ho tum
Mera naseeb ho tum
Dil ke kareeb ho tum
Haan mera naseeb ho tum
Mera Naseeb Ho Tum Lyrics in Hindi
एक दूजे के लिए बने हम
रूहानी है प्यार
हाँ एक दूजे के लिए बने हम
रूहानी है प्यार
दिल के करीब हो तुम
मेरा नसीब हो तुम
दिल के करीब हो तुम
हाँ मेरा नसीब हो तुम
इन हाथों की हर रेखा में
तुम रहते हो यार
दिल के करीब हो तुम
मेरा नसीब हो तुम
दिल के करीब हो तुम
हाँ मेरा नसीब हो तुम
चाहते हैं कितना तुमको कह नही सकते
होके जुदा तुमसे रह नही सकते
हो चाहते हैं कितना तुमको कह नही सकते
होके जुदा तुमसे रह नही सकते
तुम अंधेरों में तुम हो उजालो में
तुमको बसाया मैने ख्वाबों ख़यालों में
अब तो मेरा तुम बिन एक पल
जीना हैं दुश्वार
दिल के करीब हो तुम
मेरा नसीब हो तुम
दिल के करीब हो तुम
हाँ मेरा नसीब हो तुम
SHARE ON