मैं डूबा रहूँ Main Dooba Rahoon – Aditya Narayan
Main Dooba Rahoon Lyrics in English
Aasman chhod ke, ye zameen chhod ke,
Tere mere siva, sab yahin chhod ke
Qayamat talak bas dono rahein
Ye sifaarish main rab se karoon
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main dooba rahoon..
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main dooba rahoon..
Keh diya jaan se, ab se tu jaan hai
Meherbaani teri, tera ehsaan hai
Jo ishq hai toh bas mein kyun rahein?
Ye guzaarish main rab se karoon
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main dooba rahun
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main dooba rahun
Aadat, haal, wajood mera, tujhi mein sab paaun
Jitni sadi chaahe jitne janam, tujhe hi likh jaaun
Main dooba rahoon, main dooba rahoon
Main dooba rahoon tere pyaar mein
Main dooba rahoon..
Aasman chhod ke, ye zameen chhod ke
Tere mere siva, sab yahin chhod ke
Main Dooba Rahoon Lyrics in Hindi
आसमान छोड़के ये ज़मीन छोड़ के
तेरे मेरे सिवा सब यहीं छोड़ के
कयामत तलक बस दोनों रहे
ये सिफारिश मैं रब से करूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
कह दिया जान से अब से तू जान है
मेहरबानी तेरी तेरा एहसान हे
जो इश्क़ है तो बस में क्यों रहे
ये गुजारिश मैं रब से करूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
आदत, हाल, वजूद मेरा तुझी में सब पाऊं
जितनी सदी चाहे जितने जन्म तुझे ही लिख जाऊं
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ
मैं डूबा रहूँ तेरे प्यार में
मैं डूबा रहूँ
SHARE ON