वक़्त का जंगल Waqt Ka Jungle Lyrics in Hindi – Dobaara
Waqt Ka Jungle Lyrics in English
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Ghoome galiyon mein gol gol zindagi
Mile jo bhi lage zara zara ajnabi
Aur nazarein dhoondhe raah dikhaane waala sitaara
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Qadam qadam ye dam dam
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Qadam qadam ye dam ba dam
Andheron mein dooba chala jaaye hai
Sawaalon mein khoya andheron mein dooba
Chala jaaye hai chala jaaye hai
Phire tanha musaafiron sa gamzada
Suni raat bhar aahaton ki ye sada
Aur raat kahe sub haan naa aayegi dobaara
Waqt ke jangal mein khoya hai ik banjaara
Waqt Ka Jungle Lyrics in Hindi
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा
घूमे गलियों में गोल गोल ज़िंदगी
मिले जो भी लगे ज़रा ज़रा अजनबी
और नज़रें ढूँढे राह दिखाने वाला सितारा
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा
क़दम क़दम ये दम दम
सवालों में खोया चला जाए है
क़दम क़दम ये दम बा दम
अंधेरों में डूबा चला जाए है
सवालों में खोया अंधेरों में डूबा
चला जाए है चला जाए है
फिरे तन्हा मुसाफिरों सा गमजदा
सुनी रात भर आहटों की ये सदा
और रात कहे सब हाँ ना आएगी दोबारा
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा
SHARE ON