हमदर्द Humdard Lyrics in Hindi – Dobaara

Humdard Lyrics in English

Na maut ne kisi ko riha kiya
na imaaratein jal ke jannat bani
uss dard ki shukr guzaar hoon main
jis dard mein hum humdard bane

na maut ne kisi ko riha kiya
na imaaratein jal ke jannat bani

takleef hogi bechain honge
yeh raaste hain pathrile
woh zindagi ki kahaani kaisi
ke bin lade hi jo jee le

gar gham na hon
toh aarzoo hi kya
aarzoo se hi
toh himmat bane

uss dard ki shukr guzaar hoon main
jis dard mein hum humdard bane
na maut ne kisi ko riha kiya
na imaaratein jal ke jannat bani

Humdard Lyrics in Hindi – Arko

ना मौत ने किसी को रिहा किया
ना इमारतें जल के जन्नत बनी
उस दर्द की शुक्र गुज़ार हूँ मैं
जिस दर्द में हम हमदर्द बने

ना मौत ने किसी को रिहा किया
ना इमारतें जल के जन्नत बनी

तकलीफ़ होगी बेचैन होंगे
ये रास्ते हैं पथरीले
वो ज़िन्दगी की कहानी कैसी
के बिन लड़े ही जो जी ले

गर गम ना हों
तो आरज़ू ही क्या
आरज़ू से ही
तो हिम्मत बने

उस दर्द की शुक्र गुज़ार हूँ मैं
जिस दर्द में हम हमदर्द बने
ना मौत ने किसी को रिहा किया
ना इमारतें जल के जन्नत बनी

SHARE ON