Mujhe Chaand Pe Le Chalo Lyrics

MUJHE CHAAND PE LE CHALO LYRICS

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikha do mujhe
Hai raat bhar ka safar yeh
Kal ko naa milna mujhe

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikha do mujhe
Shamma si main jal rahi hoon
Aao bujhaa do mujhe
Mujhe chaand pe le chalo

Maana abhi behki hoon
Chaahat mein main mehaki hoon
Maikhana paimana main
Peene se darta hai kyun

Naa tu shareefon sa hai
Na main shareefon si hoon
Tere mere darmiyaan
Hain faasle bol kyun

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikha do mujhe
Hai raat bhar ka safar yeh
Kal ko naa milna mujhe

Mujhe chaand pe le chalo
Taare dikhaa do mujhe
Shamma si main jal rahi hoon
Aao bujha do mujhe

 

SHARE ON