Nissar Lyrics

NISSAR LYRICS

Dil mere hook lagi huaa aawara
Huaa aawara… main jhoome jaaun

Sapne aankhon se phoot, huey gubbara
Huey gubbara… main udta jaaun

Nissar hai, khumaar hai

Nisaar hai, khumar hai
Nisar hai, khumaar hai
Kyun aaj man titli sa naache,
machalta jaaye har sapna

Hazaar pal jee lun ek pal mein
Khatam shiqayat har shiqwa…

Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye
Khoye se din hain, khoye se hum hain

Khwahish ko jaag lagi
Bani fauvvara.. bani fauvvara
Main bheegi jaaun

Dil ka paasa phenka..
Main sab kuch haara
Main sab kuch haara
Main girta jaaun

Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye
Khoye se din hain, khoye se hum hain
Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye
Khoye se din hain, khoye se hum hain

 

SHARE ON