Raina Lyrics

RAINA LYRICS

Khoye khoye se rehna
Khud ki talaash mein
Apni hi gumshudi mein
Anjaani aas mein

Yaadon ke saare khajaane
Chhupaaun main kahaan
Naino ke ye moti saare
Sajaaun main kahaan
Mann ke pinjre ka panchhi
Udaa doon main zaraa
Jo dikha de roshni waali subah

Raina re raina kaali kaali raina
Subah saloni bann jaa
Haaye re haaye
Raina re raina re
Kaali kaali raina
Subah saloni bann jaa

Tu jidhar ho jahaan
Ho salaamat wahaan
Iss duaa ke siva
Kuch bhi maangu naa

Tu hi duniya meri
Tu hi mera jahaan
Iss duaa ke siva
Kuch bhi maangu naa

Yaadon ke saare khajaane
Chhupaaun main kahaan
Naino ke ye moti saare
Sajaaun main kahaan
Mann ke pinjre ka panchhi
Udaa doon main zaraa
Jo dikha de roshni waali subah

Haan.. raina re raina kaali kaali raina
Subah saloni bann jaa
Haaye re haaye
Raina re raina re
Kaali kaali raina
Subah saloni bann jaa

SHARE ON