Shaam Shaandaar Lyrics

SHAAM SHAANDAAR LYRICS

Sar jhuka ke kar salaam hai shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar

Chak de andhera
Chaand jala de, bulb bana ke..
Fikr na kariyo
Karna bhi kya hai, bijli bacha ke..
Sar-e-aam pila khushi ke jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar

Jazbaat ke chillar ko note bana ke
Mehandi raat pe khulke luta
Chingaariyon ko visphot bana ke
Aiyyashi ke tu rocket chhuda
Kaisa darr, tu kar guzar ye kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar

Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar

 

SHARE ON